Jallad Lyrics | Emiway Banti - Flamboy | Latest Rap Song

Jallad Lyrics Emiway Banti
Jallad Lyrics
Jallad Song Lyrics:
The super talented Emiway Banti is back to woo us with his latest rap song Jallad. In his super voice, the lyrics of the song is also written by Emiway Banti himself. While the music of the song has composed and created by Flamboy. The song has released under the mark and label of Emiway Banti. Here in this post we are going to share Jallad Song Lyrics.

Jallad Credits

Song: Jallad
Singer/Voice: Emiway Banti
Lyrics/Verses: Emiway Banti
Music/Composition: Flamboy
Directed by- Rayhaan Patni
Co-directed by - Islam Paco 
Cinematographer - Nikhil Gupta

Jallad Song Lyrics

Ye gaana saare mardo ke liye
Jo jo pareshan hai unke liye

Suno, (Ay)

Kabhi milne ko aao, kabhi milne ko gao
Kabhi man kare uska toh chhat pe chadhao
Jo mangegi dushre din fatt se dilao

Kabhi dadhi badhao, kabhi muchi udao
Kitna demand inka, karna toh padta hai

Karna toh padta hai
Karna toh padta hai
Karna toh padta hai, nahi kiya padta hai sir pe

Time pe pohunch jaana ghar pe
Dushri bandiyo se nahi milna mujhse dar ke raho

Mar ke raho, pairo pe mere, tu baaju mere
Tu chehre pe mere, hansi hai khushi hai tu chandramukhi hai

Aache se reh raha hoon phir kiko dukhi hai jallad ? (Haa)
Tang karle jitna bhi dil khol ke seh loon main

Khoya hoon duniya main tere hi pairo mein
Pyaar ke mamlon mein kitna kuch keh loon main

Dhokha diya jisne banaya behno ne
Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne-behno ne-behno ne
Ay, Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne-behno ne-behno ne

Kabhi kahti hai main hoon awaara
Kabhi kahti hai main hoon sahaara

Kabhi kahri hai main hoon Sinchan Nohara
Kabhi dhokebaaz toh main hoon bechara

Panpatti pe ja raha main sutta utha raha
Main sutta utha ke main katta utha raha

Katta utha ke main banda utha raha
Banda utha ke main khud ko bacha raha

Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne-behno ne
Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne-behno ne

(Behno ne-Behno ne)

Dhokha diya toh
Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne-behno ne-behno ne

Ye sab mat karna tu rehne de-rehne de-rehne de (Ay)
Ye sab mat karna tu rehne de-rehne de-rehne de (Skrr)
Ye sab mat karna tu rehne de nahi karna kuch tere kehne pe

Gussa karti rehti mere pe, har waqt galti rehti tere pe
Phir bhi tu mere pe charge hai

Tu toh pisach hai, katili piyaj hai
Galti jitna kiya sabka hisaab hai

Kal toh main majnu tha lekin dekh aaj main
Hatane aaya tere sir se taaz hai

Nahi jeena mujhko ab tere is raaz mein
(Tere is raaz mein)

Aisi bandiyo ko kahan ilaaj hai (Ay)
(kahan ilaaj hai)

Badme aa, badme bahot kuch kahne ko
Yaad mein aaya hai mujhe bahot kuch tha sehne ko
Tere saath jabtak tha main yaad nahi kabtak tha main

Tera toh dhak-dhak tak tha main tu thak-thak karti thi
Jab-jab dil tera dhak-dhak karta tha

Aur tere hi soch mein har jagah jaake main
Tere hi baare mein bak-bak karta tha kyun ?

Kyun sar dard karta tha jab-jab tu itti si baat ko itta banati thi
Khaane ko teen waqt ko pizza mangati thi

Online aake bhi wo topa pehnati thi
Kehti thi jisse main kar rahi hoon baat “Baby mera bhai hai ”

Tera jija baitha idhar sabkuch samajh raha main
Bhai ko kaatun kasai mein phir to tabahi hai

Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne-behno ne-behno ne
Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne

Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne(Behno ne-Behno ne)
Dhokha diya toh

Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne(Behno ne-Behno ne)
Dhokha diya toh
Dhokha diya mujhe behno ne-behno ne(Behno ne-Behno ne)

Ye sab mat karna tu rehne de-rehne de (Ay)
Ye sab mat karna tu rehne de-rehne de-rehne de

Emiway Bantai Malun hai na!
Emiway Bantai Malun hai na!

Ay
Emiway Bantai Malun hai na!
Emiway Bantai Malun hai na!


2 تعليقات

إرسال تعليق
أحدث أقدم